Abb Mujhe Rat Din Tumhara Hee Khayal Lyrics

Deewana - Sonu Nigam- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Abb Mujhe Rat Din Tumhara Hee Khayal from movie Deewana - Sonu Nigam

  

Lyrics

    • Movie Name : Deewana - Sonu Nigam
    • Director(s) : Sajid-Wajid
    • Singer(s) : Sonu Nigam
    • Lyricist(s) : Faaiz Anwaar

    hey jhu hmm hmm hmm hmm..... hey hey hey hey hey.......
    abb mujhe rat din tumhara hee khayal hain - (2)
    kya kahu pyar me divano jaisa hal hain
    divano jaisa hal, hain tumhara hee khayal hain
    ho ho aa ha ha ha la la la.......
    abb mujhe rat din tumhara hee khayal hain
    kya kahu pyar me divano jaisa hal hain

    tum ko dekhe bina chain milta nahee
    dil peh abb toh koyee jor chalta nahee
    jadu hain kaisa dil kee lagee me, dub gaya hu iss bekhudee me
    ho ho aa ha ha ha la la la........
    abb mujhe rat din tumhara hee khayal hain
    kya kahu pyar me divano jaisa hal hain

    har pal dhunde najar tum ko hee janeman
    had se badhne laga meraa divanapan
    dil me basa lu apna bana lu, ya phir najar me tumko chupa lu
    ho ho aa ha ha ha la la la........
    abb mujhe rat din tumhara hee khayal hain
    kya kahu pyar me divano jaisa hal hain
    divano jaisa hal hain tumhara hee khayal hain
    ho ho aa ha ha ha la la la........

    Related Lyrics