Tum Mujhe Itana Pyaar Karo Lyrics

Ahankaar (1995)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tum Mujhe Itana Pyaar Karo from movie Ahankaar (1995)

  

Lyrics

  • Ahankaar (1995)
  • Movie Name : Ahankaar (1995)
  • Director(s) : Anu Malik
  • Singer(s) : Alka Yagnik,Kumar Sanu
  • Lyricist(s) : 

hey hey, ho ho ho, hmm mm mm mm hmm hmm hmm, hey hey hey

(tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau - (2)
bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau) - (2)
tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau

bin tumhaare jaane jaana jindagi viraan thi - (2)
chaahaton se meri dhadkan abb talak anjaan thi
ey hey hey ho ho ho
hai meri toh yahin khwaaish hai, inn baahon mein so jaau
bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau
tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau

abb sahi jaaye na mujhase duriya tanhaayiya - (2)
chain dil ko de rahi hai, husn ki angadaayiya
hmm hmm hmm aa ha ha ha
kya sanam meri haalat hai, aao tumko samjhaau
bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau
tum mujhe itana pyaar karo, ke main paagal ho jaau
bhul ke saari duniya ko inn aankhon mein kho jaau
tum mujhe itana pyaar karo
ho o o o ke main paagal ho jaau, ha ha main paagal ho jaau

Related Lyrics