Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Apna Aasmaan

Katra Katra Udd Kar Sagar Lyrics

Apna Aasmaan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Katra Katra Udd Kar Sagar from movie Apna Aasmaan

  

Lyrics

    • Movie Name : Apna Aasmaan
    • Director(s) : Leslie Lewis
    • Singer(s) : Leslie Lewis
    • Lyricist(s) : 

    katra katra udd kar sagar badal banta hai
    luk chhup karta jugnu rasta roshan karta hai
    kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re - (2)

    katra katra udd kar sagar badal banta hai
    luk chhup karta jugnu rasta roshan karta hai
    kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re - (2)

    o bandhu re, bund bund megha barse, bhar jayey dariya
    chhoti chhoti akhiya hee dikhaye yeh dooniya - (2)
    kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re - (2)

    o bandhu re, dana mile mati me toh ped ban jayey
    chanv bhi de, phal bhi de kaisa tanjaye - (2)
    kar aisa kuchh jo hovaye, tera hai jahan chal jitale dooniya re - (4)
    o bandhu re........

    Related Lyrics