Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Dard

Naa Jane Kya Huwa Jo Tune Chhu Liya Lyrics

Dard- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Naa Jane Kya Huwa Jo Tune Chhu Liya from movie Dard

  

Lyrics

    • Movie Name : Dard
    • Director(s) : Khaiyyam
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    naa jane kya huwa jo tune chhu liya - (2)
    khila gulab kee tarha meraa badan
    nikhar nikhar gayee, savar savar gayee - (2)
    banake aaina tujhe ai janeman
    naa jane kya huwa jo tune chhu liya

    bikhra hai kajal fijao me, bhigee bhigee hai shame
    bundo kee rim-jhim se jagee aag thandee hawa me
    aaja sanam yeh hasin aag ham ley dil me basa
    naa jane kya huwa jo tune chhu liya
    khila gulab kee tarha meraa badan
    naa jane kya huwa jo tune chhu liya

    aachal kaha mai kaha hoo, yeh mujhe hosh kya hai
    yeh bekhudee tune dee hai, pyar kaa yeh nasha hai
    sunle jara saj dil ga raha hai nagma teraa
    naa jane kya huwa jo tune chhu liya
    khila gulab kee tarha meraa badan
    naa jane kya huwa jo tune chhu liya

    kaliyo kee yeh sej mahke, rat jage milan kee
    kho jaye dhadkan me teree dhadkane mere mann kee
    aa pas aa teree har sans me mai jau sama
    naa jane kya huwa jo tune chhu liya
    khila gulab kee tarha meraa badan
    nikhar nikhar gayee, savar savar gayee
    banake aaina tujhe ai janeman
    naa jane kya huwa jo tune chhu liya

    Related Lyrics