Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Lucky

Jan Meree Ja Rahee Sanam Lyrics

Lucky- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jan Meree Ja Rahee Sanam from movie Lucky

  

Lyrics

  • Lucky
  • Movie Name : Lucky
  • Director(s) : Adnan Sami
  • Singer(s) : Udit Narayan,Anuradha Paudwal
  • Lyricist(s) : 

aake bhar lo bajuo me, tumako hai kasam
jan meree ja rahee sanam - (2)

aa ke bhar lo bajuo me, tumako hai kasam
jan meree ja rahee sanam, hoo jan meree ja rahee sanam

aa kee bhar lo bajuo me, tumako hai kasam
jan meree ja rahee sanam - (2)

kya mohabbat hai, kya najara hai
kal talak yeh dil tha meraa, abb tumhara hai

kya tamanna hai, kya ishara hai
hamne toh pal pal tadap ke, pal gujara hai - (2)

dekho dekho naa, abb karo naa mujhpe yu sitam
jan meree ja rahee sanam, hoo jan meree ja rahee sanam

aa kee bhar lo bajuo me, tumako hai kasam
jan meree ja rahee sanam - (2)

kya ladakpan hai, kya jawani hai
abb tumhare nam saree jindagani hai

kya hakikat hai, kya kahanee hai
samne mere, mere sapno kee rani hai
hoo samne mere, mere sapno kee rani hai

abb saha naa -2 jaye mujhase, duree kaa yeh gham
jan meree ja rahee sanam, hoo jan meree ja rahee sanam

aa ke bhar lo bajuon me, tumako hai kasam
jan meree ja rahee sanam - (3)

Related Lyrics