Jamane Kee Aankho Ne Dekha Hai Yaro Lyrics

Ek Baar Muskuraado- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jamane Kee Aankho Ne Dekha Hai Yaro from movie Ek Baar Muskuraado

  

Lyrics

    • Movie Name : Ek Baar Muskuraado
    • Director(s) : O P Nayyar
    • Singer(s) : Mohammad Rafi
    • Lyricist(s) : 

    nafarat se jinhe tum dekhte ho, tum marthe ho jinko thokar
    kya unpe gujarthee hai dekho, ik bar kabhee ghayal hokar

    jamane kee aankho ne dekha hai yaro
    sada apnee duniya me aisa najara
    kabhee unko phulo se puja hai sabne
    kabhee jinko logo ne pattar se mara

    jamane kee aankho ne, dekha hai yaro

    pise na jahan tak, patthar pe mehendee
    kisee bhee tarah rang, lathee nahee hai
    hajaro jagah thokare kha ne le jab
    koyee jindagee muskuratee nahee hai
    bina khud mare, kisko jannat milee hai
    bina dukh sahe kisne, jivan savara

    jamane kee aankho ne, dekha hai yaro

    bhavar se jo ghabarake, pichhe haten hein
    dubodee hai maujon ne, unakee hee nayya
    jo toofan se takarake aage bade hai
    bina koyee majee, bina hee khivaiya
    kabhee na kabhee tho, kahee na kahee par
    humesha hee unko, mila hai kinara

    jamane kee aankho ne, dekha hai yaro

    yaha aadmi ko sabak dostee ka
    sikhate huve jo, lahu me nahaya
    masiha bana aur gandhee bana woh
    hajaro dilo me, yaha ghar banaya
    unhi kee banee hai, yaha yadgare
    unhi ke jahan me, chumpka sitara

    jamane kee aankho ne, dekha hai yaro

    Related Lyrics