Sare Mehfil Jo Jala Parwaana Lyrics

Shama Parwana (1954)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sare Mehfil Jo Jala Parwaana from movie Shama Parwana (1954)

  

Lyrics

    • Movie Name : Shama Parwana (1954)
    • Director(s) : Husanlal Bhagatram
    • Singer(s) : Mohammad Rafi,Suraiya
    • Lyricist(s) : 

    sare mehfil jo jala parwaana - (2)
    kar gaya naam-e-wafa parwaana - (2)
    waah waah waah...
    shamma se sikhein wafa parwaana - (2)
    yeh jali hai toh jala parwaana - (2)
    waah waah waah waah bahot khub maashaah allaah

    marake bhi reh na saka shamma se dur - (2)
    khaak ban banake uda parwaana - (2)
    waah waah waah... kya baat hai
    raat bhar shamma khadi jalati rahi - (2)
    iss tarah jal na saka parwaana - (2)
    waah waah waah waah bahot khub

    jaan de di wahin, kuchh der na ki - (2)
    shamma se pehale jala parwaana - (2)
    shamma ki aag mein jalane aaya - (2)
    khud ka kyun khaak huwa parwaana - (3)
    waah waah waah waah bahot khub maashaah allaah

    apani lau mein toh sabhi jalate hain - (2)
    shamma ki lau mein jala parwaana - (3)
    kar gaya naam-e-wafa parwaan
    waah waah waah.... kya khub

    Related Lyrics