Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Bhajan

Bolo Sab Mil Ke Bolo Lyrics

Bhajan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Bolo Sab Mil Ke Bolo from movie Bhajan

  

Lyrics

    • Movie Name : Bhajan
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Unknown
    • Lyricist(s) : 

    Aksharaadhipati, Purna Purshotam
    shreeji Maharaj Ne Diyaa Mantra Jivan
    swaminarayan, Swaminarayan, Swaminarayan, Swaminarayan
    swami...

    manav Dehe Me Swayam, Huve Pragat Parabrahm
    saath Laaye Aksharbrahm, Swami Gunatitanand
    swami...

    seva Se Kar Diya, Gunatit Swami Ko Prasan
    bhagatji Maharaj, Adaashri, Jagaa Swami Ko Naman
    swami...

    shudh Yugal Upaasana Kaa Kiyaa Pravatan
    shastri Maharaj Ko Koti Koti Naman
    swami...

    moorti Sadhutaa Ki, Seva Bhakti Kaa Vyasan
    yogiji Maharaj Ko Koti Koti Vandan
    swami...

    yogiji Ke Swaroop Kaa Kiyaa Jisne Udhgosh
    suhrad Samraat Kakaji Ke Charno Me Jukaaye Shish
    swami...

    yogi Ke Sambandh Me, "swa" Kaa Kiyaa Visarjan
    papaji Maharaj Ko Antar Se He Naman
    swami...

    aatmiyataa Kaa Pher Aaya, Desh Videsh Me Parcham
    hariprasad Swamiji Ko He Hamare Vandan
    swami...

    yogiji Maharaj Ko Saup Diyaa Jisene Man
    aksharvihari Swami Ko Kare Ham Sabhi Naman
    swami...

    tharaavrahit Guru Mukhi, Maahatmya Samrat Jo
    yuvaaneta Saheb Ko Bhav Bhare He Vandan
    swami...

    maanaavadar Me Rahekar, Felaayaa Satsang
    haribhai Saheb Ko Antar Se He Naman
    swami...

    dehli Me Rahekar, Nibhayaa Kakaji Kaa Vachan
    guruji Ne Pradraye Akshar Purshotam
    swami...

    door Rahekar Bhi Jo Bane Kakaji Ka "dil"
    dinkarbhai Tumhe Antarse He Vandan
    swami...

    karoonaa Kar Ke Diyaa, Dinkarbhai Kaa Sambhand
    koti Koti Naman Kakaji Ko Vandan
    swami...

    kakaji Ke Vaaras Ko, Jinhone Jivant Rakhaa
    dinkarbhai Ke Charno Me,ye Jivan Diyaa
    swami...

    chicago Me Sabhaa, Sukarvaar Ko Sharu Kari
    mahendra Bapu Tumhe Koti Koti Vandana
    swami...

    suhradbhav Aur Maitribhav Se Jite He Har Pal
    dinkarbhai Aur Bapu Ko Hamaare He Naman
    swaminarayan...
    swaminarayan...

    Related Lyrics