Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Andaaz

Ayega Maza Abb Barsat Kaa Lyrics

Andaaz- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ayega Maza Abb Barsat Kaa from movie Andaaz

  

Lyrics

    • Movie Name : Andaaz
    • Director(s) : Nadeem Shravan
    • Singer(s) : Alka Yagnik,Babul Supriyo
    • Lyricist(s) : 

    ayega maza abb barsat kaa, teri meri dilkash mulakat kaa - (2)
    maine toh sambhale rakha tha - (2)
    tune dekha toh kata chhut gaya
    yun ankhiya milake ankhiyo se - (2)
    pardesi mujhe too lut gaya

    ek bhigi hasina kya kehna, yauwan kaa nagina kya kehna
    sawan kaa manhina kya kehna, barish me pasina kya kehna
    mere hoto pe angur kaa jo pani hai
    mere mehbub tere pyas kee kahani hai
    jab gatao se bund jor se barasti hai
    tujhse milne ko teri janeman tarasti hai
    andaz jo dekha jalim kaa - (2)
    sabra kaa bandh mere tut gaya
    yun ankhiya milake ankhiyo se - (2)
    pardesi mujhe too lut gaya

    najro me chupale der naa kar, yeh duri mitale der naa kar
    abb dil me basale der naa kar, sine se lagale der naa kar
    badi bechain hu meri jan mai kal parso se
    ha mujhe intzar iss din kaa barso se
    abb rokega toh me had se gujar jaungi
    hai tadpayega dildar toh mar jaungi
    rehjayenge pyase ham dono - (2)
    yeh mausam jo hamse ruth gaya
    maine toh sambhale rakha tha - (2)
    tune dekha toh kata chhut gaya
    yun ankhiya milake ankhiyo se - (2)
    pardesi mujhe too lut gaya, yun ankhiya milake ankhiyo se
    pardesi mujhe too lut gaya

    Related Lyrics