Ae Khuda Yeh Bata, Aisa Hota Hai Kyun Lyrics

Akarshan (1988)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ae Khuda Yeh Bata, Aisa Hota Hai Kyun from movie Akarshan (1988)

  

Lyrics

    • Movie Name : Akarshan (1988)
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : 
    • Lyricist(s) : 

    (ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun
    har kadam jindagi ek dhoka hai kyun) - (2)
    ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun

    dur tak ghum rahi dhund aaye najar
    dhund aise ki gum ho gayi rehgujar
    ek dil de diya uljhane iss kadar
    kitana mushkil raha (jindagi ka safar -3)
    ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun
    har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
    ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun

    aise chaah pakad mein fasaaya hi tha
    jise apana kaha woh paraaya hi tha
    tune aankhon ko sapane diye kyun bata
    maine sapane sajaaye (meri kya khata -3)
    ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun
    har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
    ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun

    jindagi ban gayi dard ki daastaan
    badguma ho gaye yeh jamin aasmaan
    hai ajab chaar su ghum ki parchhaayiya
    tu hi batala ke abb (jaau bhi toh kahaan -3)
    ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun
    har kadam jindagi ek dhoka hai kyun
    ae khuda yeh bata, aisa hota hai kyun

    mere haathon se kyun dhup ke saaye ghane
    behaki raaton na aaya koi thaamane
    raahpar kyun lage raah mein lutane
    dubate waqt saahil (raha saamane -3)

    Related Lyrics