Too Sapana Hain Ya Hakikat Lyrics

Main Deewana Hoon- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Too Sapana Hain Ya Hakikat from movie Main Deewana Hoon

  

Lyrics

    • Movie Name : Main Deewana Hoon
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Abhijeet
    • Lyricist(s) : 

    too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata - (2)
    too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata
    aaisa lagat hain maine kahee -2 pehle bhee hain tujhe dekha
    too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata
    too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata

    hasin wadiyo kee khushbu hain too
    parvat ke jharno kee jhar jhar hain too
    rangin fijao ka chhalka nasha, dilkash najaro ka jadu hain too
    too manjil hain ya karvan pehle bhee hain tujhe dekha
    too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata
    too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata

    ghata hain ke julfen pareshan hain too
    adaon se khud apanee nadan hain too
    too chand jo rat roshan kare, tammana bhee too dil ka arman bhee too
    too hain paree ya apasara, too git hain ek madbhara
    pehle bhee hain tujhe dekha
    too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata
    too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata
    aaisa lagta hain maine kahee -2 pehle bhee hain tujhe dekha
    too sapana hain ya hakikat hain mujhko bata
    too tohfa hain ya inayat hain mujhko bata

    Related Lyrics