Kashmakash Hai Talash Hai Lyrics

Kashmakash (alms For Shanti)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kashmakash Hai Talash Hai from movie Kashmakash (alms For Shanti)

  

Lyrics

    • Movie Name : Kashmakash (alms For Shanti)
    • Director(s) : Uday Benegal,Jayesh Gandhi
    • Singer(s) : Uday Benegal
    • Lyricist(s) : Suhail Abbasi (original Lyrics In English By Uday Benegal)

    kashmakash hai talash hai
    sadiyo puranee yeh pyas hai
    chale uss raste ham haste
    jab tak hai josh aur dum
    chhal hai chal bola yeh mann
    dub jane kaa yeh jatan
    jana hai pana hai
    gehraiyo me khone kee lagan

    iss parvaj me hai kai raj
    rang, ras, riti rivaj kuchh ujhle
    kuchh dhundale kuchh simte kuchh bikhare se
    chalne ko hai rah hai chah
    yeh nadiya, yeh dariya
    tej panee kaa bahav
    moksh hai hath ke dav

    kho gaya hai meraa sapna, bharam tuta meraa
    lut gaya jo thha apna, kadam behke jara

    guru dakshina shant atma
    paisa diya mila parmatma
    shraddha saiyyam dur huwa bhram
    lambe kash se bas nikla dum
    abb woh dhuan kahan mit gaye sab nisha
    kaisa yeh samah
    khalee khalee hai yeh jahan

    kho gaya hai meraa sapna, bharam tuta meraa
    lut gaya jo thha apna, kadam behke jara

    dekho khatam huwa yeh khel
    patharee par se utaree yeh rail
    maro kato aahe baato iljam do dharam ko
    dharam tho hai sachchi niyat
    sachchee niyat hai insaniyat
    mutthhee me hai apni kismat

    kho gaya hai meraa sapna, bharam tuta meraa
    lut gaya jo thha apna, kadam behke jara

    Related Lyrics