Chhoti Si Ek Kali Khili Thi Lyrics

Jurmana (1979)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Chhoti Si Ek Kali Khili Thi from movie Jurmana (1979)

  

Lyrics

    • Movie Name : Jurmana (1979)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    (chhoti si ek kali khili thi - (2)
    ek din baag mein, jyot jali thi charaagon mein
    phir kya huwa koyi jaane na jaane na) - (2)

    (use maali ne bade pyaar se paala
    mast pawan ke jhule mein daala) - (2)
    aage kahun keh na saku, chu rahu reh na saku
    phir kya huwa koyi jaane na jaane na
    chhoti si ek kali khili thi baag mein

    aaya baag mein ik phul waala, jaane usane kya jaadu daala - (2)
    phulwale ki jholi mein tutake gir padi kali
    phir kya huwa koyi jaane na jaane na
    chhoti si ek kali khili thi baag mein

    baag chhodake kehata tha koyi maali ki yaad mein kali bada royi - (2)
    kachcha dhaaga tut gaya, phulwaala chhut gaya
    phir kya huwa koyi jaane na koyi jaane na
    chhoti si ek kali khili thi ek din baag mein
    jyot jali thi charaagon mein
    phir kya huwa koyi jaane na jaane na jaane na....

    Related Lyrics