Maahiya Teri Kasam Lyrics

Ghayal (1990)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Maahiya Teri Kasam from movie Ghayal (1990)

  

Lyrics

    • Movie Name : Ghayal (1990)
    • Director(s) : Bappi Lahiri
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar,Pankaj Udhas
    • Lyricist(s) : 

    maahiya teri kasam (haay jina nahi jina mujhe tere bina -2)
    saathiya tere hai hum (haay tere bina jina bhi hai kya jina -2)
    (tu hi mera dil, tu hi meri jaan
    tu jahaan jahaan main wahaan wahaan) - (2)
    maahiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina haay
    tere bina jina bhi hai kya jina

    tere liye hi main toh jahaan mein aayi, tujhase mili
    janmon se hum yuun hi milate aaye, hum dono hai ek tan ke do saaye
    chhodake tere pyaar ka daaman, jaana aur kahaan haay
    jina nahi mujhe tere bina, haay tere bina jina bhi hai kya jina
    maahiya teri kasam haay jina nahi jina mujhe tere bina haay
    tere bina jina bhi hai kya jina

    aankhon mein meri surat basi hai teri
    aanchal se tere kismat bandhi hai meri
    saanson mein meri chaahat basi hai teri
    chaahat se teri duniya hansi hai meri
    tere pyaar ke rang mein dube, mere dono jahaan haay
    tere bina jina bhi hai kya jina - (2)
    (tu hi mera dil, tu hi meri jaan
    tu jahaan jahaan main wahaan wahaan) - (2)
    maahiya saathiya teri kasam (haay jina nahi jina mujhe tere bina -2)

    Related Lyrics