Kaisi Yeh Sham Aa Gayi Lyrics

Meerabai Not Out- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Kaisi Yeh Sham Aa Gayi from movie Meerabai Not Out

  

Lyrics

  • Meerabai Not Out
  • Movie Name : Meerabai Not Out
  • Director(s) : Sandesh Shandilya
  • Singer(s) : Kunal Ganjawala
  • Lyricist(s) : 

na na na na na na na..........

kuchh kehane ko, hota hai dil bekaraar
kuchh sunane ko, hota hai dil bekaraar
kaisi yeh sham aa gayi, ke teri yaad aa gayi
lamhe hai yeh pyar ke, deewaane hum yaar ke
aao na, aao na, aao na

yeh chaand yeh chaandani, tere bina kuchh nahi
kaise rahunga bata, (hoke tera ajanabi -2)
kaisi yeh shyaam aa gayi, ke teri yaad aa gayi
aao na, aao na, aao na
na na na na na na na..........
aao na, aao na.... (na na na na na na na.....)
aankhon mein hai tera ghum, saanso mein chaahat teri
kaise kahu hai mujhe, (kitni jarurat teri -2)
kaisi yeh shyaam aa gayi, ke teri yaad aa gayi
aao na, aao na, aao na
na na na na na na na.... (kuchh kehane ko aao)
na na na na na na na.... (aao na, aao na, aao na)

Related Lyrics