Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Samay

Laila Laila Laila Lyrics

Samay- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Laila Laila Laila from movie Samay

  

Lyrics

    • Movie Name : Samay
    • Director(s) : Sandeep Chowta
    • Singer(s) : Soumya Raoh
    • Lyricist(s) : 

    laila laila laila, laila laila laila - (2)
    mast mast tufaano mein, mast mast ek kashti hai - (2)
    mast mast us kashti mein, mastaani laila
    laila laila laila, laila laila laila - (2)

    laila ki aankhein moti, laila ka jism khajaana
    haasil karna chaahon toh, sailaabon se takraana
    aa ha aa ha aa ha ha ha ha.....
    laila ki aankhein moti, laila ka jism khajaana
    haasil karna chaahon toh, sailaabon se takraana
    aashiq jo darr jaayega dubega marr jaayega - (2)
    tufaan hai bas do pal ka gujarega tal jaayega
    phir toh hai bas teri baahein, baahon mein laila
    laila laila laila, laila laila laila - (2)

    dilwaalon hosa sambhaalo kar degi sharaabi laila
    chhodo yeh niti iraade niyat ki kharaabi laila
    aa ha aa ha aa ha ha ha ha.....
    dilwaalon hosa sambhaalo kar degi sharaabi laila
    chhodo yeh niti iraade niyat ki kharaabi laila
    marham hai dard-e-dil ka, toh kabhi jeher hai laila - (2)
    kya jaane khuda ki rehmat, ya usaka kehar hai laila
    dum se jiske jindagi woh kaatil hai laila

    laila laila, laila laila, laila laila laila
    mast mast tufaano mein, mast mast ek kashti hai
    mast mast us kashti mein, mastaani laila
    laila laila laila, laila laila laila - (2)

    Related Lyrics