Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi Lyrics

Ram Aur Shyam (1967)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Main Hu Saaqi Tu Hai Sharabi Sharabi from movie Ram Aur Shyam (1967)

  

Lyrics

    • Movie Name : Ram Aur Shyam (1967)
    • Director(s) : Naushad
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar,Mohammad Rafi
    • Lyricist(s) : 

    main hu saaqi tu hai sharabi-sharabi - (2)
    tune aankho se pilayii woh nasha hai ke duhai
    har taraf dil ke chaman mein phul khile hain gulabi-gulabi
    main hu saaqi...

    ishq mein jina sambhal ke dil ka paimana na chhalake
    bahaki-bahaki teri najare kwaab dikhlaati hain kal ke - (2)
    teri mehfil mein o saaqi ham chale aaye nashe mein
    abb toh bas yeh hai tamanna umrr kat jaaye nashe mein - (2)
    ishq hai teri sawali - (2)
    husn hai mera jawabi-jawabi
    tu hai saaqi main hoon sharabi-sharabi

    main teri duniya mein aa ke rah gaya khud ko bhula ke
    kya ho anjaam na jaane hosh ulfat mein ganva ke - (2)
    bekhudi ke yeh taraane yu hi gaaye ja dewaane
    ishq rang laayega apana aa gaaye ab woh jamaane - (2)
    teri mastaani yeh baate
    aa aa...
    teri mastaani yeh baate dil pe laaye na karaabi-karaabi
    main hoon saaqi...

    Related Lyrics