Urdu and hindi sms Message

Urdu and hindi sms message - A large collection of  Urdu and hindi sms messages. Unlimited fun with sms,shayari, quotes & jokes. We have a large collection of sms message from various categories like love sms, friendship sms. Our regular users daily post their own sms to our website. So we have a big database of sms. We have also a huge collection of shayari from various shayer and shayari categories like hindi shayari, urdu shayari etc. Our database has also various quotes from various authors from various tags like life quotes, love quotes. Our daily regular users post their own quotes or quotes from various books which are really good and help us to over come many problems. So we are trying our best to present various sms, shayari, quotes and jokes to give you more entertainment. Keep visiting our site daily for daily updates and also please join to our facebook fan page for instant notification.

  
Post Urdu and hindi sms Message
Name:
Email:
Category:
SMS Message:

Enter the code below shown above

List of Urdu and hindi sms Text Messages

Showing Urdu and hindi sms Message 2381 - 2390 of 6787 messages, Page 239 of 679 pages.


Ek Tera Ehsaas Hai

Jo Har Waqt Mere Sath Hai

Ek Teri Yaad Hai, Jo Din Raat Mujhe Tarpaati Hai,

Ek Umeed Hai Tere Aane Ki,

Apna Tujhe Banane KiNa Chain Hai Na sakoon hai

ye kesa mera hal hai,

Ratain hogye hain itni lambi jo kate nahi katti,

Na bhook hai pyas hai na koi aas pas hai,

bus ek tera ehsaas hai jo har waqt mere sath hai

 0 People liked it
0 Ratings


Aaj khushio ki koi duhai dega
Aaj khushio ki koi duhai dega,Nikla hai chand to dikhai dega.
Ae Mohabbat karne walo zara dekh ke Mohabbat karma ,Ek
Aansoo bhi gira to sunai dega
for my SWEET FRIEND
SHE KNOW THAT

 0 People liked it
0 Ratings


~~ EiD kA cHaNd ~~
Eid Ka chand dekha to
Meri Tanha Hatalioun Per
Aanso Se Ek Dua Nikli
Ke
Ay KHUDA……
Agle baras Meri Zindagi Mein
Ya to Ye Tanha Eidain Baqi Na Rahain
Ya Phir
Zindagi K Ye Sisaktey Lamhe
Saath Chor Jayen…..!

 0 People liked it
0 Ratings


Seeny Main Koi Lamha Utar Kar Toot Jata Hai !
Kabi Mudat Ke Padesi
Agar Apny Na Any Koi Begam Bhajyn
Aor Makanon Pe Likhi Umeed Benaai Ganwa Bethy
Chaton Pe Banjpun Ka Dukh Utaar Aayy
Udasi Thehar Jati Hai
Kabhi Bichry HuOON ka Dukh
Kisi Bi Sham Ki Weranion Se Lug Ke Rota Hai
Shabyn BeArzoo Ho Kar Khamosi Orh Leti Hain
Kabhi Jab Dil Ki Nazuk Tar Se Likha Gia Koi Khat
Kahin Rasty Main Kho Jay
Ya KHat Ki Muntazar KHahish Ko Koi Rog Lug Jayy
Jahan Mauka Nikal Ayyyy
Jahan Sorat Bany Gham Ki
Jaahan Beronki Ka Koi Bhi Pehlo Nikalta Ho
Wahin KHema Lagati Hai
Udasi Thehar Jati Hai ...............
+92 300 2711 588 / +92 333 9968 674

 0 People liked it
0 Ratings


tum ne hamain ek diye ki manend samjha sagar
rat gahri howi to jala diya subha howi to bujha diya..

 0 People liked it
0 Ratings

Mana k tery nazar may tera p
Mana k tery nazar may tera pyar hum nahy,Kesay kahien k tery talabgar ab hum nahi,Tun ko jalay,khak bana kar bihca diya,Lo ab tumhari rah mein divar ham nahi.dhoka diya he khud ko mohabbat k naam par,Yeh kis tarah kahien k Gunahgar Hum nahienjis ko nikhara ham ney tmanna k khoon

 0 People liked it
0 Ratings


Apnae Sard kamrae mai
mein Usad Bathhi Hoo
Neem wa darechoo sae
Naam Hawaieen Atae hai
Mare Jism Ko Choo Kar
Aag Se Lagatti hai
Teara Naam Lae Lae Kae
Mujh Ko Gudgudatti hai
Kash Mare Parr Hotae
Tare Pass Urr Aatee
Kash mein Hawa Hotti
Tujh Ko Chouu Karr
Lout Aatti
Mai Nahi Magar Kuch Bhi
Sang DiL Rivajoo Kae
Aahnii Hasaroo Mai
Umer Qaid ki Mulzim
SIRF AIK LARKKI HOO !!
SIRF AIK LARKKI HOO....!!!

 0 People liked it
0 Ratings


Kisi Ko Mil Jay Wafa

Naseeb Ki Bat Hai

Koi Rota Rahe Tanha

Naseeb Ki Bat Hai

...

Kisi Ko Chahna Khud Se Barh

Kr..

Na Bun Sake Wo Apna Naseeb

Ki Bat Hai

Koi Kisi Ki Yad Mein

Roya Kare Bohat

Koi Kare Na Parwa

Naseeb Ki Bat Hai

Apni Jan Bhi Waar Deta

Hy Kisi Par Koi

Phir Bhi Rahe Wo Khafa

Naseeb Ki Bat Hai...!

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post SMS Message

Next Page

Showing Urdu and hindi sms Message 2381 - 2390 of 6787 messages, Page 239 of 679 pages.