Zakham Shayari

Zakham Shayari - A large collection of Zakham Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Zakham Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Zakham Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Zakham Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Zakham Shayari

Showing Zakham Shayari 11 - 20 of 73, Page 2 of 8 pages.

Bagair Jane Pahechane Ikrar Na Kijiye
Muskura Kar Diloko Bekrar Na Kijiye
Phool Bhi De Jate Hai Zakham Gahere Kabhi Kabhi
Har Phul Par Yu Aaitbar Na Kijiye

 2 People liked it
0 Ratings

Apni aankhon ki samundar mein utar jane de
tera mujarim hun mujhe dub ki mar jane de
ae naye dost main samajhunga tujhe bhi apana
pahale mazi ka koi zakhm to bhar jane de
aag duniya ki lagai hui bhuj jayegi
koi aansu mere daman pe bikhar jane de
zakhm kitne teri chahat se mile hain mujhko
sochata hun ki kahun tujhase magar jane de

 129 People liked it
2 Ratings

Bagair Jane Pehchane Ikrar Na Kijiye,
Muskurakar Dilko Bekarar Na Kijiye,
Phool Bhi De Jaate Hai Zakham Gehra Kabhi Kabhi,
Har Phool Pe Yun Aitbaar Na Kijiye…

 0 People liked it
3 Ratings

Main Zakhm Zakhm Hoon Ja Kar Miloon Kis Say
Namak Say Tar Kapray Yahan Sab Pehnay Hue Hen

 0 People liked it
0 Ratings

Zakham Nasoor Huwe, Ilaaj-E-Dard Mumkin Na Huwa
Ashq Bahaane Ka Mera Silsila Bhi Dekho Kam Na Huwa
Mujhe Hairat Huwee Apne Zakhmon Ko Dekh Kar Kyun Ki
In Masoomo'n Ke Liye Ab Tak, Koi Ejaad-E-Marham Na Huwa

 6 People liked it
0 Ratings

Dil Ke Jakham Dikhae Nahi Dete
Gam Ke Aansu Mai Pee Jaata Hoo
Teri Yad Dil Se Bhulaie Nahi Jati
Eshaliya Har Shal Giriting De Jataa Hoo

 6 People liked it
2 Ratings

Wo Tu Khushboo Hai Huwaoon Mein Bikher Jaeay Ga
Masla Phool Ka Hai Phool Kidher Jaeay Ga
Hum Tu Samjhay Thay Ik Zakhum Hai Bher Jaeay Ga
Kya Khaber The Rugh E Jaan Mein Utter Jaeay Ga

 0 People liked it
0 Ratings

Har Ek Chehray Ko Zakhmon Ka Aaina Na Keho
Yeh Zindagi Tu Hai Rehmat Issay Saza Na Keho
Na Jaanay Ko Koun Si Majbooriyon Ka Qaidi Ho
Who Saath Choor Gaya Hai Tu Bewafa Na Keho
Tamam Shehar Nay Nazron Pay Kion Uchaala Mujhay
Yeh Itifaaq Tha Tum Is Ko Haadsaa Na Keho
Yeh Aur Baat K Dushman Howa Hai Aaj Magar
Who Mera Dost Tha Kal Tak Ussay Bura Na Keho
Humaray Aaib Humain Ungliyon Pay Ginwaao
Humari Peet K Peechay Humain Bura Na Keho

 0 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Zakham Shayari 11 - 20 of 73, Page 2 of 8 pages.