Shayari Category
- Zindagi Shayari(281)
- Romantic Shayari(238)
- Aansu Shayari(111)
- Random Shayari(1962)
- Zakham Shayari(73)
- Yaad Shayari(517)
- Valentine Shayari(39)
- Urdu Shayari(265)
- SMS Shayari(161)
- Sad Shayari(519)
- Sharaab Shayari(148)
- Pyar Shayari(413)
- Tanhai Shayari(134)
- Aankhen Shayari(243)
- Aitbaar Shayari(93)
- Phool Kaante Shayari(34)
- Nazar Shayari(136)
- Naseeb Qismat(61)
- Narazgi Roothna Shayari(51)
- Khushboo Shayari(29)
- Gham Shayari(73)
- Chand Sitare Shayari(115)
- Bhool Shayari(109)
- Arzoo Justajoo Shayari(62)
- Apnapan Shayari(56)
- Ajnabi Shayari(27)
- Punjabi Shayari(120)
- Mehfil Muhabbat Shayari(410)
- Love Shayari(564)
- Birthday Shayari(59)
- Chahat Shayari(65)
- Dard Shayari(708)
- Dhoka Shayari(19)
- Dosti Shayari(449)
- Diwali Shayari(40)
- Dua Shayari(153)
- Dil Shayari(523)
- Ehsaas Shayari(33)
- Eid Shayari(41)
- English Poetry Shayari(347)
Dard Shayari
Dard Shayari - A large collection of Dard Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dard Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dard Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.
List of Dard Shayari
Showing Dard Shayari 231 - 240 of 708, Page 24 of 71 pages.
Keh Kar Jab Koi Ankho Se Door Hota Hai
Ankhein Dekhti Rehti Hain
Lekin Dil Majbur Hota Hai
Koi Kahe Na Kahe Zubaan Se
Magar Dil Mein Dard Jarur Hota Hai.


Dard ki mehfil me ek sher hum bhi aarz kiya karte hai..
Na kisi se marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha jiya karte hai…….
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte hai….


Hi guys..This one’s not originally written by me but i
had heard it from one of my friends edited a bit of it
and here’s what came out finally:
Yaad na aye koi mujhe is jahan mein,
Tere siwaye kuch bhi na sochoon,
Dekha hai jabse tujhe mere humdum,
Chaand sitare bhi na dekhoon...


Dil ki gehraaiyon me hum jaane se bachte rahey
doob jate sahil pe isliye kinare se bachte rahey
khuda se gila kya karna sabka naseeb hi aisa hai
tujhe laga hum tere kareeb aane se bachte rahey..


Darta Hu Mai Ki Kahi Aapko Kho Na Du
Darta Hu Mai Ki Kahi Aapko Kho Na Du
Aapko Kho Kar Kahi Mai Khud Ko Kho Na Du
Chahta Hu Is Kadar, Aapko Aye Mere Dost
Na Hona Khafa Mujhse, Agar Ho Gaye Khafa Mujhse
Meri Duniya To Aap Jaise Dosto Se He Bani Hai
Kahin Mai Apne Is Pyare Duniya Ko He Kho Na Du.


Kabhi dil ko kabhi samako jalake roye,
Raat ke godh mein soo gaye jab sari duniya,
Toh chand ko teri tasvir banake roye.


Jaan kar bhi woh mujhe jaan na paiye ,
Aaj tak woh mujhe pehchan na paiye ,
Khud hi karli bewafai hum ne doston,
ta-keh un par koi ilzaam na aaye . ..


Kitni ajeeb judai thee ke tujhe alwida bhe na keh saka
Teri sadgi mein itna fareb tha ke tujhe bewafa bhe na keh saka.
———————————
Saza dene wale Raza poochte hai
Jeene ki Humse Waja poochte hai
Dete hai khud hi Zehar akar
Phr kitna hua asar pooochte hai..
——————————-
aisi kismat kahan humari
ki didar-e-yar ho jata
Agar main or jeeta to
wo bhi tera intzar ho jata...


Showing Dard Shayari 231 - 240 of 708, Page 24 of 71 pages.
SMS Category
- Love sms ( 2300 )
- Friendship sms ( 2240 )
- Urdu and hindi sms ( 6787 )
- Funny sms ( 2240 )
- Sardarji sms ( 836 )
- Decent sms ( 898 )
- Hindi sms ( 2210 )
- Birthday sms ( 1065 )
- Quotes sms ( 2211 )
- Naughty sms ( 118 )
- Ascii sms ( 561 )
- Good morning sms ( 2058 )
- Good night sms ( 1507 )
- Missing you sms ( 412 )
- Festivals sms ( 2211 )
- Diwali sms ( 524 )
- Christmas sms ( 1219 )
- Islamic sms ( 1539 )
- Smile sms ( 341 )
- Fool sms ( 458 )
- Cool sms ( 301 )
- April fool sms ( 419 )
- Tongue twister sms ( 933 )
- Romantic sms ( 157 )
- Flirt sms ( 30 )
- Sms jokes ( 32 )
- Bewafa sms ( 49 )
- Nice sms ( 110 )
- Sorry sms ( 91 )
- Cute sms ( 102 )
- Sad sms ( 84 )
- Double meaning sms ( 55 )
- Nice day sms ( 188 )
- Valentine day sms ( 70 )
- Good afternoon sms ( 17 )
- Good evening sms ( 51 )
- Get well soon sms ( 33 )
- Good luck sms ( 122 )
- Relations sms ( 715 )
- Kiss sms ( 30 )