Shayari Category
- Zindagi Shayari(281)
- Romantic Shayari(238)
- Aansu Shayari(111)
- Random Shayari(1962)
- Zakham Shayari(73)
- Yaad Shayari(517)
- Valentine Shayari(39)
- Urdu Shayari(265)
- SMS Shayari(161)
- Sad Shayari(519)
- Sharaab Shayari(148)
- Pyar Shayari(413)
- Tanhai Shayari(134)
- Aankhen Shayari(243)
- Aitbaar Shayari(93)
- Phool Kaante Shayari(34)
- Nazar Shayari(136)
- Naseeb Qismat(61)
- Narazgi Roothna Shayari(51)
- Khushboo Shayari(29)
- Gham Shayari(73)
- Chand Sitare Shayari(115)
- Bhool Shayari(109)
- Arzoo Justajoo Shayari(62)
- Apnapan Shayari(56)
- Ajnabi Shayari(27)
- Punjabi Shayari(120)
- Mehfil Muhabbat Shayari(410)
- Love Shayari(564)
- Birthday Shayari(59)
- Chahat Shayari(65)
- Dard Shayari(708)
- Dhoka Shayari(19)
- Dosti Shayari(449)
- Diwali Shayari(40)
- Dua Shayari(153)
- Dil Shayari(523)
- Ehsaas Shayari(33)
- Eid Shayari(41)
- English Poetry Shayari(347)
Dil Shayari
Dil Shayari - A large collection of Dil Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dil Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dil Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.
List of Dil Shayari
Showing Dil Shayari 461 - 470 of 523, Page 47 of 53 pages.
Dil Ka Khuda Jinse Rutha Ho
Jinka Jodidar Nikla Jutha Ho
Na Chahiye Pyar M Dhika Tume
To Pyar Unse Karna Jinka Dil Tuta Ho


Jo bhi bura bhala hai ALLAH janata hai
bande ke dil mein kya hai ALLAH janata hai
ye farsh-o-arsh kya hai ALLAH janata hai
pardon mein kya chupa hai ALLAH janata hai
jakar jahan se koi vapas nahi hai aata
wo kon si jagah hai ALLAH janata hai
neki-badi ko apne kitna hi tu chupaye
ALLAH ko sab pata hai ALLAH janata hai
ye dhup-chaon dekho ye subah-sham dekho
sab q ye ho raha hai ALLAH janata hai
kismat ke naam ko to sab janate hain lekin
kismat mein kya likha hai ALLAH janata hai


Phirta liye chaman mein hai divanapan mujhe
zanjir-e-pa hai mauj-e-nasim-e-chaman mujhe
hun shama ya ki shola khabar kuch nahi magar
fanus ho raha hai mera pairahan mujhe
kuche mein teri kon tha leta bhala khabar
shab chandani ne aake pahanaya kafan mujhe
dikhalata ik ada mein hai sau-sau tarah banav
kis sadapan ke sath, tera bankapan mujhe
aaya hun nur leke main bazm-e-sukhan mein ‘zauq'
aankhon pe sab bithayenge ahal-e-sukhan mujhe


Mere Marne Ke Baad
Mujhe Jalane Se Pehle
Mera Dil Nikal kar Rakhlena
Kahi Woh Na Jal Jaaye
Jo Iss Dil Mein Rehta Hai


Rukh mein gard-e-malal thi kya thi
hasil-e-mah-o-sal thi kya thi
ek surat si yaad hai ab bhi
aap apni misal thi kya thi
mere janib uthi thi koi nigah
ek mubaham saval thi kya thi
us ko pakar bhi us ko pa na saka
justaju-e-jamal thi kya thi
dil mein thi par labon tak aa na saki
aarazu-e-visal thi kya thi
umr bhar mein bas ek bar aayi
sa'at-e-lazaval thi kya thi
koi khvahan na tha ki jins-e-hunar
ek muflis ka mal thi kya thi


Dil Dukhta Hai
Aankh Bhar Aati Hai
Na Soche Tera
To Bhi Teri Yaad Aati Hai
Iss Bhari Duniya Main
Hamain Tanhayi Nazar Aati Hai
Naam Tera Labon Pe Aata Hai
Phir Bewafayi Teri Yaad Aati Hai
Har Koshish Tujhe Bhulne Ki
Kyon Naakam Hui Jaati Hai
Tune Dhoka Diya
Bas Itni Si Baat Bahut Rulati Hai
Kyon Pyar Ke Badle Main
Bewafayi Tune Ki Hai
Hamain Aaj Tak
Yeh Baat Samajh Hi Nahin Aati Hai
Tu Jo Samajhta Hai
Jeet Teri Hi Hui Jaati Hai
Main Bhi Dekhungi
Kab Tak Ma Mujhe Insaaf Nahin Dilati Hai
Bharosa Tha Tera Bahut
Aaj Har Choti Yaad Bhi Rulaati Hai
Nafrat Apne Aap Se Hoti Hai
Kyon Tujhe Meri Wafa Yaad Nahin Aati Hai


Wo firaq aur wo visal kahan
wo shab-o-roz-o-mah-o-sal kahan
fursat-e-karobar-e-shauq kise
zauq-e-nazzara-e-jamal kahan
dil to dil wo dimag bhi na raha
shor-e-sauda-e-khat-o-khal kahan
thi wo ik shakhs ke tasavvur se
ab wo rannai-e-khayal kahan
aisa aasan nahi lahu rona
dil mein taqat jigar mein hal kahan
hum se chuta qimarkhana-e-ishq
van jo jayen girah mein mal kahan
fikr-e-duniya mein sar khapata hun
main kahan aur ye vabal kahan
muzamahil ho gaye quva ‘ghalib'
wo anasir mein aitadal kahan


Sine mein jalan aankhon mein tufan sa q hai
is shahar mein har shakhs pareshan sa q hai
dil hai to dhadakane ka bahana koi dhundhe
pathar ke tarah behis-o-bejan sa q hai
tanhai ke ye kon si manzil hai rafiqo
ta-hadd-e-nazar ek bayaban sa q hai
hum ne to koi baat nikali nahi gham ke
wo zud-e-pasheman pasheman sa q hai
kya koi nai baat nazar aati hai hum mein
aaina hamen dekh ke hairan sa q hai


Showing Dil Shayari 461 - 470 of 523, Page 47 of 53 pages.
SMS Category
- Love sms ( 2300 )
- Friendship sms ( 2240 )
- Urdu and hindi sms ( 6787 )
- Funny sms ( 2240 )
- Sardarji sms ( 836 )
- Decent sms ( 898 )
- Hindi sms ( 2210 )
- Birthday sms ( 1065 )
- Quotes sms ( 2211 )
- Naughty sms ( 118 )
- Ascii sms ( 561 )
- Good morning sms ( 2058 )
- Good night sms ( 1507 )
- Missing you sms ( 412 )
- Festivals sms ( 2211 )
- Diwali sms ( 524 )
- Christmas sms ( 1219 )
- Islamic sms ( 1539 )
- Smile sms ( 341 )
- Fool sms ( 458 )
- Cool sms ( 301 )
- April fool sms ( 419 )
- Tongue twister sms ( 933 )
- Romantic sms ( 157 )
- Flirt sms ( 30 )
- Sms jokes ( 32 )
- Bewafa sms ( 49 )
- Nice sms ( 110 )
- Sorry sms ( 91 )
- Cute sms ( 102 )
- Sad sms ( 84 )
- Double meaning sms ( 55 )
- Nice day sms ( 188 )
- Valentine day sms ( 70 )
- Good afternoon sms ( 17 )
- Good evening sms ( 51 )
- Get well soon sms ( 33 )
- Good luck sms ( 122 )
- Relations sms ( 715 )
- Kiss sms ( 30 )