Dosti Shayari

Dosti Shayari - A large collection of Dosti Shayari. We and our regular valuable users regularly add their shayari into Dosti Shayari category as well as in other various shayari categories. So We have a best and huge collection of Dosti Shayari and other shayari messages from various shayari categories in various language.

  
Post Dosti Shayari
Name:
Email:
Category:
Shayari :

Enter the code below shown above

List of Dosti Shayari

Showing Dosti Shayari 371 - 380 of 449, Page 38 of 45 pages.

Yeh Sila Mila Hai Mujh Ko Teri Dosti K Peechhe
Keh Hazaaroon Ghum Lage Hain Meri Zindagi K Peechhe
Woh Ameer Hain To Hoon Ge Main Ghareeb Hoon To Kiya Hai
Woh Mehal Bana Rahe Hain Meri Jhompri K Peechhe

 0 People liked it
0 Ratings

Phir Na Simtey Gi Jo Dosti Bikher Jay Gi
Zindgi Zulf Nahi Jo Sanwer Jay Gi
Thaam Lo Haath Us Ka Jo Khushi Dey Aap Ko
Zindgi Ro Kay Nahi Hans Ke Guzar Jay Gi.

 0 People liked it
0 Ratings

Her Kali Tuj Se Khusbu Udhaar Manghe
Aftab Tuj Se Noor Udhar Mangay
Rab Karay Tu Dosti Aisi Nibaye
K Log Muj Se Teri Dosti Udhaar Mangay

 0 People liked it
0 Ratings

Dillagi Dosto Ke Naam Hoti Hai
Dilldari Dosto Ki Shaan Hoti Hai
Kahi Bhi Raho Par Rahoge Dil Me Mere
Yahi Sachchi Dosti Ki Pehchaan Hoti Hai

 0 People liked it
0 Ratings

Rabb Kare Tu Sada Hasdi Rahe
Koi Dukh Tere Nere Vi Na Aave
Hor Ki Dua Manga Rabb To,
Tenu Sadi Vi Umar Lag Jaave!!!

 1 People liked it
0 Ratings

Yeh Sila Mila Hai Mujh Ko Teri Dosti K Peechhe
Keh Hazaaroon Ghum Lage Hain Meri Zindagi K Peechhe
Woh Ameer Hain To Hoon Ge Main Ghareeb Hoon To Kiya Hai
Woh Mehal Bana Rahe Hain Meri Jhompri K Peechhe

 0 People liked it
0 Ratings

Pas-e-adab mein josh-e-tamanna liye hue
main bhi hun ek hubab mein dariya liye hue
rag-rag mein aur kuch na raha juz khayal-e-dost
us shokh ko hun aj sarapa liye hue
saramaya-e-hayat hai hirmane-e-ashiqi
hai sath ek surat-e-zeba liye hue
josh-e-junun mein chut gaya aastan-e-yar
rote hain muh mein daman-e-sahara liye hue
‘asghar' hujum-e-dard-e-garibi mein usaki yaad
aai hai ik tilismi tamanna liye hue

 0 People liked it
0 Ratings

Teri Dosti Me Khud Ko Mehfooz Maante Hai
Hum Dosto Me Tumhe Sabse Aziz Maante Hai
Aapki Dosti Ke Saaye Me Zinda Hai
Hum Toh Tumhe Khuda Ki Taaviz Maante Hai

 1 People liked it
0 Ratings

Previous Page

Post Shayari

Next Page

Showing Dosti Shayari 371 - 380 of 449, Page 38 of 45 pages.