Shayari Category
- Zindagi Shayari(281)
- Romantic Shayari(238)
- Aansu Shayari(111)
- Random Shayari(1962)
- Zakham Shayari(73)
- Yaad Shayari(517)
- Valentine Shayari(39)
- Urdu Shayari(265)
- SMS Shayari(161)
- Sad Shayari(519)
- Sharaab Shayari(148)
- Pyar Shayari(413)
- Tanhai Shayari(134)
- Aankhen Shayari(243)
- Aitbaar Shayari(93)
- Phool Kaante Shayari(34)
- Nazar Shayari(136)
- Naseeb Qismat(61)
- Narazgi Roothna Shayari(51)
- Khushboo Shayari(29)
- Gham Shayari(73)
- Chand Sitare Shayari(115)
- Bhool Shayari(109)
- Arzoo Justajoo Shayari(62)
- Apnapan Shayari(56)
- Ajnabi Shayari(27)
- Punjabi Shayari(120)
- Mehfil Muhabbat Shayari(410)
- Love Shayari(564)
- Birthday Shayari(59)
- Chahat Shayari(65)
- Dard Shayari(708)
- Dhoka Shayari(19)
- Dosti Shayari(449)
- Diwali Shayari(40)
- Dua Shayari(153)
- Dil Shayari(523)
- Ehsaas Shayari(33)
- Eid Shayari(41)
- English Poetry Shayari(347)
Khaati Hu Kasam, Khaati Hu Kasam Lyrics
Aan Baan (1972)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Khaati Hu Kasam, Khaati Hu Kasam from movie Aan Baan (1972)
Lyrics
- Movie Name : Aan Baan (1972)
- Director(s) : Shankar Jaikishan
- Singer(s) : Lata Mangeshkar,Mohammad Rafi
- Lyricist(s) :
woh mera khat mila tha aapko
ji ha upar mera naam likha tha, niche aapka
bich ka kaagaj kora tha
ji o darasal baat yeh ke, dil ki baat kaagaj par na la saka
kaunsi baat, itani badi baat ki insaan laakhon kitaabe likh daale
toh bhi na keh sake
aur itani chhoti baat jise ek aansu, ek sisaki ik muskuraahat keh de
rekha baat wohi hai jo is dharati ke pehle mard ne
iss dharati ki pehli aurat se kahi thi
mujhe tumse pyaar hai
(tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
khaati ho kasam, khaati hu kasam) - (2)
main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
khaati hu kasam, khaati hu kasam
iltaja pyaar ki itani hai agar maano toh - (2)
waasta mera tumhe dil se lagaalo mujhako
madbhara aaj ka mausam bhi yahi kehata hai
abb toh inn reshami julfon mein chhupaa lo mujhako
tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
khaati ho kasam, khaati hu kasam
main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
khaati hu kasam, khaati hu kasam
abb juda koyi tumhe mujhase na kar paayega - (2)
aisa baandha hai tumhe pyaar ki inn baahon se
pyaar ki raah mein mit jaayunga chaahat ki kasam
puchh lena yeh kisi roj inhi raahon se
tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
khaati ho kasam, khaati hu kasam
main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
khaati hu kasam, khaati hu kasam
mere waade hai yeh paani ki lakiren ton nahi - (2)
gair mumkin hai mere dil ka fasaana badale
shaam ke dubate suraj ki gawaahi le lo
main na badalungi chaahe jamaana badale
tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
khaati ho kasam, khaati hu kasam
main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
khaati hu kasam, khaati hu kasam
tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
khaati ho kasam, khaati hu kasam.....
Related Lyrics
SMS Category
- Love sms ( 2300 )
- Friendship sms ( 2240 )
- Urdu and hindi sms ( 6787 )
- Funny sms ( 2240 )
- Sardarji sms ( 836 )
- Decent sms ( 898 )
- Hindi sms ( 2210 )
- Birthday sms ( 1065 )
- Quotes sms ( 2211 )
- Naughty sms ( 118 )
- Ascii sms ( 561 )
- Good morning sms ( 2058 )
- Good night sms ( 1507 )
- Missing you sms ( 412 )
- Festivals sms ( 2211 )
- Diwali sms ( 524 )
- Christmas sms ( 1219 )
- Islamic sms ( 1539 )
- Smile sms ( 341 )
- Fool sms ( 458 )
- Cool sms ( 301 )
- April fool sms ( 419 )
- Tongue twister sms ( 933 )
- Romantic sms ( 157 )
- Flirt sms ( 30 )
- Sms jokes ( 32 )
- Bewafa sms ( 49 )
- Nice sms ( 110 )
- Sorry sms ( 91 )
- Cute sms ( 102 )
- Sad sms ( 84 )
- Double meaning sms ( 55 )
- Nice day sms ( 188 )
- Valentine day sms ( 70 )
- Good afternoon sms ( 17 )
- Good evening sms ( 51 )
- Get well soon sms ( 33 )
- Good luck sms ( 122 )
- Relations sms ( 715 )
- Kiss sms ( 30 )