Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aan

Bade Kam Ka Bandar, Mare To Dharmindar Lyrics

Aan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Bade Kam Ka Bandar, Mare To Dharmindar from movie Aan

  

Lyrics

    • Movie Name : Aan
    • Director(s) : Bappi Lahiri
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Govinda,Chunky Pande
    • Lyricist(s) : Indeewar

    meharban, kadardan, sahiban, jo log chori karte hain seena jori karte hain
    topi pehan ke dhoka dete hain aur paisa lekar jan lete hain
    unse to bhala mera bandar hain, jo apna aur apne ustado ka pet bharta hain
    aur chain ki jindahi basar karta hain
    to bachha log bajao mere bandar ke nam pe tali

    bade kam ka bandar -2
    mare to dharmindar, hey nache to jitendar, roye to rajendar
    gaur se dekho har hero ki khubi iske andar
    jo de uska bhi bhala jo na de uska bhi bhala - (4)
    bade kam ka bandar - (2)
    mare to dharmindar, hey nache to jitendar, roye to rajendar
    gaur se dekho har hero ki khubi iske andar

    tez bandar ke sat bal ka tez
    ek bal seer ka, ek eyebrow ka, ek moochh ka, ek dadi ka
    ek chhati ka, ek pet ka, ek gate ka, baki idhar udhar ka hai
    magar bunnu, munnu
    public ke dil mein sawal aata hain, kya aata hain
    yeh tawiz kis kis kam aata hain, abhi batata hain
    jo ladki se sharmata hain, shadi se ghabrata hain
    joru se samne aate hi sar jiska jhuk jata hain
    mera yeh tawiz jawan mard ban jata hain
    bhuk yeh jagata hain, nind yeh badhata hain
    naukri dilata hain, lottery lagata hain
    achhe numbaro se bachha pas ho jata hain
    aata hai kitne kam ek rupaya hain dam
    woh bhi mehangaayi badh jane ki wajah se warna
    aathana tha na munnu
    jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala - (4)
    bade kam ka bandar - (2)
    mare to dharmindar, hey nache to jitendar, roye to rajendar
    gaur se dekho har hero ki khubi iske andar

    bunnu, munnu
    humne duniya ko tawiz diya
    magar bandar ne hamare liye kya kiya kya kiya
    bap ne hume ghar se nikala nikala, band kiya kismat ka tala tala
    chhin liya muh se niwala niwala, banke bap bandar ne pala pala
    ab bolo bachho bandar achha ke bap achha, bandar
    laut chalo ghar ladlo -2, binti meri man lo
    tum hi meri aankhon ke tare, tum hi ho jeene ke sahare
    hal-e-dil mera jan lo, (laut chalo ghar ladlo -2)

    ghar ki khidkiyan tumhe pukare, dhundh rahi tumko deewaren
    kaha gayi mere ghar ki baharen
    izzat na neelam karo, (laut chalo ghar ladlo -2)

    toda nahi tala hain daka nahi dala hain
    chori nahi ki hain mehnat se kamaya hain
    dhanda yeh jamaya hain mushkil se kutch paya hain
    hai hai.... munnu jara dhund toh re surr kaunsa tha re ha
    jo le uska bhi bhala jo na le uska bhi bhala - (2)
    bapu tere pyar se bhar aya mera bhi gala - (2)
    achcha hain jo man gaye warana toh cut jata gala - (2)

    Related Lyrics