Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aan

Diya Hamane Dil Tumko Apana Samajhakar Lyrics

Aan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Diya Hamane Dil Tumko Apana Samajhakar from movie Aan

  

Lyrics

    • Movie Name : Aan
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    aa aa aa aa........
    (diya hamane dil -2 tumko apana samajhakar
    na jaana sanam tum bade aadami ho) - (2)
    ki yeh dillagi hogi dilbar tumhaari
    lutenge toh hum tum bade aadami ho
    diya hamane dil

    socha tha basengi dil mein, najarein tumhaari - (2)
    chhoti si kahi pe hogi duniya hamaari
    par kya mila abb meri jindgi ko
    ki yuun hi nahi tumse darta hai yeh dil
    tumhaari kasam tum bade aadami ho
    diya hamane dil

    main hoon woh shama jalati hai jo gali mein - (2)
    mehalon mein aake kaise lagungi bhali main
    soche yahin kya karu apane ji ko
    ke ham hai jameen aur tum aasmaan ho
    mile kaise hum tum bade aadami ho
    diya hamane dil tumko apana samajhakar
    na jaana sanam tum bade aadami ho
    diya hamane dil

    Related Lyrics