Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aan

Naam Nahin Koi Thaam Nahi Lyrics

Aan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Naam Nahin Koi Thaam Nahi from movie Aan

  

Lyrics

    • Movie Name : Aan
    • Director(s) : Shankar Jaikishan
    • Singer(s) : Mohammad Rafi
    • Lyricist(s) : 

    (conversation)
    sun lo purab paschhim uttar dakshin ke ai logo
    jivan sabke liye saja hai, hasate hasate bhogo
    (naam nahin koi thaam nahi, hai number se pehchaan
    kya raaja kya rank yaha pe, sab hai ek samaan) - (2)
    naam nahin koi thaam nahi

    (bhaasha ko deewaar banaake, kyun tu bair kamaaye
    bol pyaar ki boli aisi, gair tera ho jaaye) - (2)
    dil ki bhyaasha sab ki bhaasaha, jaan le o anjaan
    kya raaja kya rank yaha pe, sab hai ek samaan
    naam nahin koi thaam nahi, hai number se pehchaan
    kya raaja kya rank yaha pe, sab hai ek samaan
    naam nahin koi thaam nahi

    (bura na dekho, bura na bolo, bura suno na bhai
    sab dharmo ka yahi hai maksad, yahi toh hai sachchaayi) - (2)
    chaahe gita bibal padhalo, chaahe granth kuraan
    kya raaja kya rank yaha pe, sab hai ek samaan
    naam nahin koi thaam nahi, hai number se pehchaan
    kya raaja kya rank yaha pe, sab hai ek samaan
    naam nahin koi thaam nahi

    (josh mein aake bhul gaya tu, tu hai ek khilauna
    kok se tune janam liya hia, maut ki god mein sona) - (2)
    kaandhe chadh ke jaayega, nirbal ho ya balwaan
    kya raaja kya rank yaha pe, sab hai ek samaan
    naam nahin koi thaam nahi, hai number se pehchaan
    kya raaja kya rank yaha pe, sab hai ek samaan
    naam nahin koi thaam nahi

    Related Lyrics