Assalam Walekum Walekum Assalam Lyrics

Aap Ka Surroor - The Moviee- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Assalam Walekum Walekum Assalam from movie Aap Ka Surroor - The Moviee

  

Lyrics

    • Movie Name : Aap Ka Surroor - The Moviee
    • Director(s) : Himesh Reshammiya
    • Singer(s) : Himesh Reshammiya
    • Lyricist(s) : 

    assalam walekum, walekum assalam - (4)
    har insan ne kabhi na kabhi kisi na kisi se pyar kiya hai
    maine, aap sabne, toh usi pyar ke nam zindagi kurban, mohatarama
    (jab aaye samne najro ke tum (mohatarama)
    honsho hawas mere ho jaye gum) - (2)
    duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
    assalam walekum, walekum assalam - 4) - (2)

    assalam walekum, walekum assalam
    teri kashish tadpati hai, dard-e-dil ye badhati hai
    betabi ke aalam se, sehno ja yeh tarsati hai
    awara armano ki manzil tum, deewane lamho ki ho mehfil tum - (2)
    (mere jasbat mein tum ho rawa (mohatarama)
    tum pe kurban hai dil ka jahan (mohatarama)) - (2)
    duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
    assalam walekum, walekum assalam - (2)

    yadon ki tanhayi mein, jajbo ki gehrayi mein
    ehsason ki sargarmi hai, tere khabo ki parchayi mein
    dard-e-mohabbbat ka hai yeh jadu, betabiya hai meri bekabu - (2)
    (tumse deewangi ka hai nasha (mohatarama)
    pehele deedar se mein hu fida (mohatarama)) - (2)
    duaye karu, main sajda karu, yahi main kahu
    assalam walekum, walekum assalam - (2)
    mohatarama........

    Related Lyrics