O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara Lyrics

Aar Paar (1985)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song O Maajhi Teri Naiyaan Se Chhuta Kinaara from movie Aar Paar (1985)

  

Lyrics

    • Movie Name : Aar Paar (1985)
    • Director(s) : R D Burman
    • Singer(s) : R D Burman
    • Lyricist(s) : 

    o maajhi teri naiyaan se chhuta kinaara - (2)
    kahaan le chali samay ki dhaara - (2)

    (bichhad gaye sab tere apane
    ujad gaye sab sundar sapane) - (2)
    o maajhi tera khel bigad gaya saara
    kahaan le chali samay ki dhaara - (2)

    (ho dosh na de tu inn maujon ko
    kuchh mat bol tu sab logo ko) - (2)
    o maajhi tujhe tere naseebon ne maara
    kahaan le chali samay ki dhaara - (2)

    (patwaaro ko tod gaye hai
    bich bhanwar woh chhod gaye hai) - (2)
    o maajhi tune jisako bhi paar utaara
    kahaan le chali samay ki dhaara - (2)
    o maajhi teri naiyaan se chhuta kinaara
    kahaan le chali samay ki dhaara - (2)

    Related Lyrics