Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aar Ya Paar

Mann Chahe Sanam Mere Yar Lyrics

Aar Ya Paar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Mann Chahe Sanam Mere Yar from movie Aar Ya Paar

  

Lyrics

    • Movie Name : Aar Ya Paar
    • Director(s) : Viju Shah
    • Singer(s) : Abhijeet,Sadhana Sargam
    • Lyricist(s) : 

    (mann chahe sanam mere yar, dil tujhpe aaya abb ham kya kare
    tu hi dil me samaaya abb ham kya kare) - (2)

    han hale dil tha tumko sunana -2, lekin mushkil tha kah pana

    tanhayi mein -3, lipata mujhse woh tera tha saya
    tune chain churaya - 2 mere yar, dil tujhpe aaya abb ham kya kare
    tu hi dil me samaya abb ham kya kare

    o dil chahe teri chahat le lu - (2)
    sab kuchh apana badale me de du

    jina kya hai -3 jana hamane sath tera jab paya
    kaisa jadu chalaya, han kaisa jadu chalaya mere yar
    dil tujhpe aaya abb ham kya kare
    tu hi dil mein samaya abb ham kya kare

    mann chahe sanam mere yar, dil tujhape aaya abb ham kya kare
    tu hi dil mein samaaya abb ham kya kare

    Related Lyrics