Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aarzoo

Ai Phulo Ki Rani Baharo Ki Malika Lyrics

Aarzoo- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Ai Phulo Ki Rani Baharo Ki Malika from movie Aarzoo

Lyrics

    • Movie Name : Aarzoo
    • Director(s) : Shankar-Jaikishan
    • Singer(s) : Mohammad Rafi
    • Lyricist(s) : 

    ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya
    na dil hosh me hai, na ham hosh me hai, najar ka milana gajab ho gaya

    tere hont kya hai, gulabi kanwal hai
    ye do patiya, pyar ki ik gazal hai
    woh najuk labo se mohobbat ki bate hami ko sunana gajab hogaya
    ai phulo ki rani, baharo ki malika, tera muskurana gajab ho gaya
    na dil hosh me hai, na ham hosh me hai, najar ka milana gajab ho gaya

    kabhi ghul ke milna, kabhi khud jhijhakna
    kabhi rasto par behekna machalna
    ye palko ki chilman uthakar girana, girakar uthana gazab ho gaya

    Related Lyrics