Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Aas

Mann Baawara Lyrics

Aas- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Mann Baawara from movie Aas

  

Lyrics

    • Movie Name : Aas
    • Director(s) : Afsar,Sajid
    • Singer(s) : Rahat Fateh Ali Khan
    • Lyricist(s) : 

    (man baawra.. tujhe dhoondhta..) - 2
    (paane ki khone ki paimaaishein
    jeene ki saari meri khwaahishein) - 2
    aasma yeh jahaan sab lage thehra...
    (man baawra.. tujhe dhoondhta...) - 2

    (badgumaa tha naadan yeh dil, dhadkegaa naa kabhi
    honsh kho baitha hai paagal, roothi hai zindagi) - 2
    khud se baatein kar karke hansna
    bheed mein bhi tanhaa sa lagna
    baj rahi hai jaltarange, saanson ke darmayaa
    (man baawra.. tujhe dhoondhta..) - 2

    (unseeyat ke khwaab chunkar, katti raatein meri..
    iltzaa-e-deed lekar, phatke ab aankhein meri..) - 2
    meelon lambe yeh faaslein hai
    bas tassavvur ke silsile hai
    rat jage gumsum pade hai, pal ko pe raah hairaan..
    (man baawra.. tujhe dhoondhta..) - 2
    (paane ki khone ki paimaaishein
    jeene ki saari meri khwaahishein) - 2
    aasma yeh jahaan sab lage thehra
    (mann baawra.. tujhe dhoondhta..) - 2
    tujhe dhoondhta.. tujhe dhoondhta...

    Related Lyrics