Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Adhikar

Koyi Mane Ya Naa Mane Lyrics

Adhikar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Koyi Mane Ya Naa Mane from movie Adhikar

  

Lyrics

    • Movie Name : Adhikar
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Kishore Kumar,Asha Bhosle
    • Lyricist(s) : 

    koyi mane ya naa mane, jo kal tak the anjane
    woh aaj hame jan se bhi pyare ho gaye
    koyi mane ya naa mane.......

    abb toh hamko ek hee sapna pura karna hai
    janam janam kaa sath tumhari mang me bharna hai
    jis din se tumko jana, hamne kismat ko mana
    tumhara hee hona tha, tumhare ho gaye
    koyi mane ya naa mane.......

    aise naa dekho hans kar, hamko kuchh ho jata hai
    tan par kabu rakhte hain toh mann kho jata hai
    dil se jab dil milta hai, toh hamse kya parda hai
    jab ankho hee ankho me ishare ho gaye
    koyi mane ya naa mane.......

    ankho me dore galo pe lali, hontho pe phul khile
    jitna bhi dekhu dil nahee bharta, tum ham khub mile
    yeh kali kali julfen, yeh gori gori bahen
    kitne sare jine ke sahare ho gaye
    koyi mane ya naa mane.......

    Related Lyrics