Main Aur Tu Lyrics

Ahmed Jehanzeb - Laut Aao- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Main Aur Tu from movie Ahmed Jehanzeb - Laut Aao

  

Lyrics

  • Ahmed Jehanzeb - Laut Aao
  • Movie Name : Ahmed Jehanzeb - Laut Aao
  • Director(s) : 
  • Singer(s) : Ahmed Jehanzeb
  • Lyricist(s) : 

har taraf chhaya ishq ka jaadu - (2)
main aur, main aur tu - (2)
main aur tu - (4)

dhadkan mein betaabiya hain, jasbon mein tufaan
milake bhi tanhaayiya hai, pyaase hai armaan
ek madhhoshi abb toh hai harsu
har taraf chhaaya ishq ka jaadu
main aur, main aur tu - (2)
main aur tu - (4)

aawaara aawaaragi hai, behake hai ehsaas
deewaani deewaanagi hai, khwaahish hai kuchh khaas
chaahato pe hai, abb nahin kaabu
har taraf chhaya ishq ka jaadu
main aur, main aur tu - (2)
main aur tu........
main main main main.... (main aur tu...)

Related Lyrics