Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Amar Kahani

Diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain Lyrics

Amar Kahani- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain from movie Amar Kahani

  

Lyrics

    • Movie Name : Amar Kahani
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Suraiya
    • Lyricist(s) : 

    (diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain
    sajan Ghar Aane Waale Hain
    balam Ghar Aane Waale Hain) - 2

    (jhum-jhum Kar Diye Ki Baati
    mere Dil Ko Kare Ishaara) - 2
    (jaan Gayi Main Aane Waala
    hai Tera Saajan Pyaara) - 2

    diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain
    sajan Ghar Aane Waale Hain
    balam Ghar Aane Waale Hain

    (jin Galiyon Se Aaye Balamawa
    un Galiyon Mein Nain Bichhaayuun
    (qadam-qadam Par Aashaaon Ke
    deep Jalaati Jaayuun) - 2

    diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain
    sajan Ghar Aane Waale Hain
    balam Ghar Aane Waale Hain

    (aaj Raat Aankhon-aankhon Mein
    kah Dungi Sab Dil Ki Baatein) - 2
    (roz-roz Kab Aati Hain Ye
    madur Milan Ki Raatein) - 2

    (diwaali Ki Raat Piya Ghar Aane Waale Hain
    sajan Ghar Aane Waale Hain
    balam Ghar Aane Waale Hain) - 2

    Related Lyrics