Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Anari - 1993

Rona Chahe Ro Na Paye Lyrics

Anari - 1993- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Rona Chahe Ro Na Paye from movie Anari - 1993

  

Lyrics

    • Movie Name : Anari - 1993
    • Director(s) : Anand Milind
    • Singer(s) : Udit Narayan
    • Lyricist(s) : 

    panchhi kaa par katarke kehte hai udake dikhao
    juba katke dooniya wale kehte hai tum gao

    (rona chahe ro na paye, dil kitna majbur hai -2
    kise pata hai ko bataye rab ko kya manjur hai) - (2)
    rona chahe ro na paye..........

    leke aa aanchal ke tale mujhko waradan diya
    maine toh sikha wahi maa ne jo gyan diya
    dard jo de kisiko mai o insan nahee
    khamiya mujhame bhi hai par mai beiman nahee
    maine sabko apna mana (mera yeh kasur hai -2)
    rona chahe ro na paye dil kitna majbur hai
    kise pata hai ko bataye rab ko kya manjur hai
    rona chahe ro na paye

    bhola tha, nadan bhi tha, kuch bhi naa jan saka
    dhaga rasmo kaa kya hai mai naa pehchan saka
    maine aparadh kiya mujhko inkar nahee
    bhul anjane huye mai gunhegar nahee
    ab yeh jake maine jana (hota kya sindur hai -2)
    (rona chahe rona paye dil kitna majbur hai
    kise pata hai ko bataye rab ko kya manjur hai) - (2)
    rona chahe ro na paye

    Related Lyrics