Main Jaan Gaya Hoon, Pehchaan Gaya Hoon Lyrics

Anjane Mein (1978)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Main Jaan Gaya Hoon, Pehchaan Gaya Hoon from movie Anjane Mein (1978)

  

Lyrics

    • Movie Name : Anjane Mein (1978)
    • Director(s) : Kalyanji-Anandji
    • Singer(s) : Kishore Kumar
    • Lyricist(s) : 

    haay teri aankhon ke ishaaron ko hmm hmm hmm hmm la la la la
    pehchaan gaya hoon
    tere dil mein hai kya dilbar
    main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon - (2)
    teri aankhon ke ishaaron ko
    teri baahon ke sahaaro ko, pehchaan gaya hoon
    tere dil mein hai kya dilbar
    main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon - (2)

    ai meri dilnashin yuun toh hai tu haseen - (2)
    husn kuchh aur bhi aaj nikhara tera
    narm honto mein yuun na tu ungali daba
    maar daalegi yeh teri kaatil ada
    jaan le legi, yeh jaan le legi tu meri jaane jigar
    main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon - (2)
    teri aankhon ke ishaaron ko

    pyaar mein ho gaye ek hum iss tarah - (2)
    abb jo teri khushi wahi meri khushi
    jaan jaane ka bhi abb koyi ghum nahi
    tere haathon mein hai abb meri jindagi
    nahi tujhako yeh nahi tujhako hai shaayad abhi tak khabar
    main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon - (2)
    teri aankhon ke ishaaron ko, teri baahon ke sahaaro ko
    pehchaan gaya hoon
    o tere dil mein hai kya dilbar
    main jaan gaya hoon, pehchaan gaya hoon - (2)

    Related Lyrics