Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Ankahee

Aa Pas Aa Sanam Lyrics

Ankahee- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aa Pas Aa Sanam from movie Ankahee

  

Lyrics

  • Ankahee
  • Movie Name : Ankahee
  • Director(s) : Pritam Chakraborty
  • Singer(s) : 
  • Lyricist(s) : 

aa pas aa, aa pas aa sanam (come close come my love)
aa pas aa, aa pas aa sanam
saha naa jayey duriya kaa gham
tujhe hain kasam - (6)
aa pas aa, aa pas aa sanam

(kal kee kisko khabar hain, bas iss lamhe ko mujhe toh hain jina
tera kaisa asar hain, tere bina toh lage dil kahi naa) - (2)
naa khwahisho pe kar koyi sitam
tujhe hain kasam - (6)
aa pas aa, aa pas aa sanam

(mai hu tanhaiya hain, khwabo kee rangin parchhaiya hain
too hain madhoshiya hain, khamoshi me bhi sarghoshiya hain) - (2)
naa todd pyar kaa hasin bharam
tujhe hain kasam - (6)
aa pas aa, aa pas aa sanam - (2)
saha naa jayey duriya kaa gham
tujhe hain kasam - (6)
aa pas aa, aa pas aa sanam

Related Lyrics