Aaj Kyon Lyrics

Ankur Tewari - Jannat (2010)- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Aaj Kyon from movie Ankur Tewari - Jannat (2010)

  

Lyrics

  • Ankur Tewari - Jannat (2010)
  • Movie Name : Ankur Tewari - Jannat (2010)
  • Director(s) : Xulfi
  • Singer(s) : Ankur Tewari
  • Lyricist(s) : 

mod laaye uss pehar pe kyun jo kal hi hai gujara
hai jaagata sa koyi khwaab ya phir wahi ?? kat gaya

meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera
kho gaya tha saath kal jo tera
tha chala gaya par mila hai aaj kyun
jaise dariya dariya behakati hai leharein
aur dilon ke saahilon pe thehare
mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun

socha na tha phir miloge yuun
aise hi dobaara jaana na tha
itefaaqan saamane tum aaoge
teri aas hai

teri pyaas hai yahaan
meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera
kho gaya tha saath kal jo tera
tha chala gaya par mila hai aaj kyun
jaise dariya dariya behakati hai leharein
aur dilon ke saahilon pe thehare
mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun

socha na tha phir miloge yuun
aise hi dobaara jaana na tha
itefaaqan yuun saamane tum aaoge
(meri pyaas pyaas mein hai pyaar tera
kho gaya tha saath kal jo tera
tha chala gaya par mila hai aaj kyun
jaise dariya dariya behakati hai leharein
aur dilon ke saahilon pe thehare
mann yeh gunguna diya hai mera aaj kyun) - (2)

Related Lyrics