Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Anmol Ghadi

Socha Tha Kya Kya Ho Gaya Lyrics

Anmol Ghadi- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Socha Tha Kya Kya Ho Gaya from movie Anmol Ghadi

  

Lyrics

    • Movie Name : Anmol Ghadi
    • Director(s) : Naushad
    • Singer(s) : Suraiyya
    • Lyricist(s) : Tanvir Naqvi

    socha tha kya kya ho gaya
    apna jise samajhe the ham, afsos woh apna naa tha
    socha tha kya............

    gairo kee iname kya khata, karte hain apano se gila
    kya ho gaya, kya ho gaya
    socha tha kya............

    ai dil naa ro, hairan naa ho, hona tha jo woh ho gaya
    rone se abb kya fayada, (kya ho gaya -2)
    socha tha kya............

    jo kuchh bhi dekha khwab tha, iss khwab ko abb bhul ja, bhul ja
    kya ho gaya, kya ho gaya
    socha tha kya............

    Related Lyrics