Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Anmol

Sun Sun Sun Mere Sathiya Lyrics

Anmol- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Sun Sun Sun Mere Sathiya from movie Anmol

  

Lyrics

  • Anmol
  • Movie Name : Anmol
  • Director(s) : Raam Laxman
  • Singer(s) : Lata Mangeshkar
  • Lyricist(s) : 

(sun sun sun mere sathiya kab aayenge re piya -2
naa nind aati hai, naa chain aata hai, mujhe hoke unase juda) - (2)
sun sun sun mere..........

wayada tha aane kaa, lagta hai kisi ne roka hai
too hee bata re piya sharafat nahee yeh toh dhokha hai
badi yad aati hai mujhko satati hai, mujhe le chal ya unako bula
sun sun sun mere..........

kya karu rato ko khwabo me woh tadpate hain
kya kahu din me bhi tare mujhe najar aate hain
naa rat katati hai, naa din gujrata hai
mujhe le chal ya unako bula
sun sun sun mere..........

Related Lyrics