Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Anpadh

Jiya Le Gayo Ji Mora Sanwariya Lyrics

Anpadh- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jiya Le Gayo Ji Mora Sanwariya from movie Anpadh

  

Lyrics

    • Movie Name : Anpadh
    • Director(s) : Madan Mohan
    • Singer(s) : Lata Mangeshkar
    • Lyricist(s) : 

    jiya le gayo ji mora sanwariya
    lagi mann me lagan huyi bawariya

    pa ni ni ni re re re ma ma ma dha pa ma pa re....
    ni re re re ma ma ma dha dha dha sa ni dha ni pa.....

    o papihe, o papihe
    tune papihe nahee dekhe more sainya
    dekhe toh le lega unki balaiyan
    ja re diwane, mar naa tane, piya kee sun jake bansuriya

    samne aaye toh mai ankho me chupa lu
    thamke bainya unhen dil me bitha lu
    sham savere, sath ho mere, gori ke sang jaise gagariya

    aaj kisi ne mujhe apna banaya
    sath rahungi jaise piya kee mai chhaya
    thandi hawao tum bhi toh gao, prit kee dekho baje jhanjhariya

    Related Lyrics