Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Armaan

Jeevan Mitana Hai Deewapan Lyrics

Armaan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jeevan Mitana Hai Deewapan from movie Armaan

  

Lyrics

    • Movie Name : Armaan
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Kishore Kumar
    • Lyricist(s) : 

    Ahaha Haha (2)
    [saare Jahan Ki Amanat Hai Ye
    ye Jeevan Tumhara Tumhara Nahin] (2)
    jeene Ke Laakhon Sahare Yahan
    bas Ek Hi To(sahara Nahin) (2)
    ahaha Haha (2)

    [agar Koi Duniya Se Ruthe To Kya
    koi Phool Khilte Hi Toote To Kya] (2)
    sitare Hazaaron Hai Aakash Par
    bas Ek Hi Tho (sitara Nahin) (2)
    ahaha Haha (2)
    saare Jahan Ki Amanat Hai Ye
    ye Jeevan Tumhara Tumhara Nahin
    jeevan Mitana Hai Diwanapan
    koi Pyar Jeevan Se Pyara Nahin

    [kisike Iradon Ke Khatir Jiyo
    kisiki Muradon Ke Khatir Jiyo] (2)
    hai Yaadon Mein Jeena Bhi To Zindagi
    jeena Tumhe Kyoon(gawara Nahin) (2)
    ahaha Haha (2)
    saare Jahan Ki Amanat Hai Ye
    ye Jeevan Tumhara Tumhara Nahin
    jeevan Mitana Hai Diwanapan
    koi Pyar Jeevan Se Pyara Nahin

    [kaisi Udasi Ye Kaisa Hai Sokh
    jeevan Mein Ate Hai Jate Hai Log](2)
    naya Koi Saathi Khara Rahon Me
    use Pyar Se Kyoon(pukara Nahin)(2)
    ahaha Haha (2)
    saare Jahan Ki Amanat Hai Ye
    ye Jeevan Tumhara Tumhara Nahin
    jeevan Mitana Hai Diwanapan
    koi Pyar Jeevan Se Pyara Nahin
    jeene Ke Lakhon Sahare Yahan
    bas Ek Hi To(sahara Nahin)(2)
    ahaha Haha (2)

    Related Lyrics