Janey Kaun Sa Rasta Usake Ghar Ko Jata Lyrics

Aryans - Album- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Janey Kaun Sa Rasta Usake Ghar Ko Jata from movie Aryans - Album

  

Lyrics

    • Movie Name : Aryans - Album
    • Director(s) : 
    • Singer(s) : Aryans
    • Lyricist(s) : 

    janey kaun sa rasta usake ghar ko jata
    janey kaun sa rang hai usake mann ko bhata
    aisi kai hai paheliya mann me kare jo athkheliya - (2)
    janey kaun sa wada usako lubhata
    janey kaun sa rasta usake ghar ko jata

    kahee dur se mai hu gungunata huwa usake liye naye git gata
    janey kaun sa nagma usake mann ko bhata
    aisi kai hai paheliya mann me kare jo athkheliya - (2)
    janey kaun sa rasta usake ghar ko jata
    janey kaun sa rang hai usake mann ko bhata

    (kabhee dhup hai, kabhee chhanv bhi hai
    kabhee sard hai, barsat bhi hai) - (2)
    janey kaunsa mausam usako suhata
    aisi kai hai paheliya mann me kare jo athkheliya - (2)
    janey kaun sa rasta usake ghar ko jata
    janey kaun sa rang hai usake mann ko bhata

    Related Lyrics