Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Avtaar

Jindgi Mauj Udane Kaa Nam Hai Lyrics

Avtaar- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Jindgi Mauj Udane Kaa Nam Hai from movie Avtaar

  

Lyrics

    • Movie Name : Avtaar
    • Director(s) : Laxmikant Pyarelal
    • Singer(s) : Alka Yagnik,Suresh Wadkar,Mahendra Kapoor
    • Lyricist(s) : 

    tara ram.. too ru ru........
    jindgi mauj udane kaa nam hai
    jindgi yaro kee jawani kaa jam hai
    jam hai, payam hai, jindgi tara ram, tara ram
    too ru ru.....

    jindgi mauj udane kaa nam hai
    jindgi yaro kee jawani kaa jam hai
    jam hai, payam hai, jindgi
    nahee nahee yeh jindgi toh mehnato kaa nam hai - (2)
    waqt hai bahut hee kam aur bada kam hai - (2)
    jindgi

    ho jitne khushiyo ke sapne hain, yaro woh sare apne hain - (2)
    gham toh kisi begane kaa nam hain, jam hai, payam hai, jindgi
    kaisa yeh riwaj hai dooniya ke saraye me - (2)
    ped jala dhup me log baithe saye me - (2)
    jindgi

    haq pyar kaa aaj ada kar du, tujhpe jan fida kar du - (2)
    jina yu hee mar janey kaa nam hain
    jam hai, payam hai, jindgi
    marta hain admi sau bar janam leta hain - (2)
    himmat kee kokh se avtar janam leta hain - (2)
    jindgi

    Related Lyrics