Har Manjar Har Lamha Lyrics

Baabul - 2006- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Har Manjar Har Lamha from movie Baabul - 2006

  

Lyrics

  • Baabul - 2006
  • Movie Name : Baabul - 2006
  • Director(s) : Aadesh Shrivastava
  • Singer(s) : Kunal Ganjawala
  • Lyricist(s) : 

har manjar har lamha, yeh pagal dil tanha - (2)
betab rehta hai yeh kehta hai, ha kehta hai
mehfil me akele mai - (2) tujhe yad karta hai, (ha karta hai) - (2)
har manjar har lamha

too dur rehke bhi pas rehti hai, too bin kahe bhi kuchh kehti hai
mai bite khawbo mai dub jata hu, mai har jagah bas tujhko pata hu
har khushbu har mausam, har saya har aalam
betab rehta hai, yeh kehta hai, ha kehta hai
mehfil me akele mai - (2) tujhe yad karta hai, (ha karta hai) - (2)
har manjar har lamha

yeh keh rahi hai abb wafa meri, naa bewafa too naa khata meri
hai rahe mujhse abb juda teri, too khush rahe hai duwa meri
har dhadakan har sapna har chahat har arma
betab rehta hai, yeh kehta hai, ha kehta hai
mehfil me akele mai - (2) tujhe yad karta hai, (ha karta hai) - (2)

Related Lyrics