Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Baagi

Tumhi Ko Chahta Hai Dil Lyrics

Baagi- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Tumhi Ko Chahta Hai Dil from movie Baagi

  

Lyrics

    • Movie Name : Baagi
    • Director(s) : Sajid-Wajid
    • Singer(s) : Kumar Sanu,Kavita Krishnamurthy
    • Lyricist(s) : 

    tumhi ko chahta hai dil, tumhi se pyar hai
    tumhari inn adao me bada khumar hai...........

    tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
    tumhari inn adao me bada khumar hai
    khafa naa ho o jana, ke dekhe yeh jamana
    mai ho gaya diwana, dil bekrar hai

    tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
    tumhari inn adao me bada khumar hai
    tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
    tumhari inn adao me bada khumar hai
    dal ke najar najar ki mastiya, mujhpe yu girayi tune bijliya

    la la ra la ra la ra la ra........

    dal ke najar najar ki mastiya, mujhpe yu girayi tune bijliya
    madhosh mai hu ki hosh kho gaya, dil ki lagi me yeh hal ho gaya
    abb toh bas dil pe tumhara ikhtiyar hai

    tumhi ko chahata hai dil tumhi se pyar hai
    tumhari inn adao me bada khumar hai
    khafa naa ho o jana, ke dekhe yeh jamana
    mai ho gaya diwana, dil bekrar hai

    tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
    tumhari inn adao me bada khumar hai

    aur bhi karib aane do mujhe, dhadkane jara churane do mujhe

    naa naa naa naa naa naa..........

    ha, aur bhi karib aane do mujhe, dhadkane jara churane do mujhe

    tadpake aise naa jao janeman, mujhko gale se lagao janeman
    kya khila khila sama hai kya bahar hai
    (tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
    tumhari inn adao me bada khumar hai) - (2)

    khafa naa ho o jana, ke dekhe yeh jamana
    mai ho gaya diwana, dil bekrar hai

    (tumhi ko chahta hai dil tumhi se pyar hai
    tumhari inn adao me bada khumar hai) - (3)
    aye aa haa haa, aye hoo hoo hoo..........
    aa hey hey hey, aye hoo hoo hoo..........

    Related Lyrics