Hum Tumhe Itana Pyaar Karenge Lyrics

Bees Saal Baad- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Hum Tumhe Itana Pyaar Karenge from movie Bees Saal Baad

  

Lyrics

    • Movie Name : Bees Saal Baad
    • Director(s) : Laxmikant-Pyarelal
    • Singer(s) : Anuradha Paudwal,Mohammed Aziz
    • Lyricist(s) : 

    o o o o o o........

    mm mm mm mm mm mm.......

    hum tumhe itana pyaar karenge - (2)
    ke log hamein yaad karenge - (2)
    o o o o o o o.........
    hum tumhe itana pyaar karenge - (2)
    ke log hamein yaad karenge - (2)
    hum tumhe itana pyaar karenge

    hum bhule toh hum harjaayi, tum bhulo toh tum harjaayi - (2)
    hamane aaj kiya yeh waada, hamane aaj yeh kasam uthaayi
    saath jiyenge saath marenge - (2)
    ke log hamein yaad karenge - (2)
    hum tumhe itana pyaar karenge

    yaad tumhe hum karake soye, naam tumhaara hum lekar jaage - (2)
    saari duniya reh gayi pichhe aur nikal aaye hum aage
    abb duniya se hum na darenge - (2)
    ke log hamein yaad karenge - (2)
    hum tumhe itana pyaar karenge

    na koyi darr na koi ghum, dil mein hamesha pyaar ka mausam - (2)
    iss duniya mein dil nahi lagata, chhodake iss duniya ko abb hum
    ik duje ke dil mein rahenge - (2)
    ke log hamein yaad karenge - (2)
    hum tumhe itana pyaar karenge - (2)
    ke log hamein, ke log hamein yaad karenge - (2)

    Related Lyrics