Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Bewafaa

Beimaan Sanam Tha Beimaan Mohabbat Lyrics

Bewafaa- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Beimaan Sanam Tha Beimaan Mohabbat from movie Bewafaa

  

Lyrics

    • Movie Name : Bewafaa
    • Director(s) : Nikhil
    • Singer(s) : Agam Kumar Nigam
    • Lyricist(s) : 

    (dil pe chot lagi to jane hum to yuhi the deewane - 2
    hum se pehali bhi likh dale usne aur kayi apsaane
    jab ye suna to dil pe tuti qayaaamat
    beimaan sanam tha beimaan mohabaat - 2) - 2

    aankho ko na jagana na sona hai
    ab to bus din raat tumhe rona hai
    yaadon se jab tak picha na jab tak chutega
    bus rab he jaane kya kya hona hai
    uski galiyon me yuhi jata hu
    phir kuch pal mein bas wapas aata hu
    chalte chalte jab bhi thokar lagati tho
    apane he dil pe kuch tukade pata hu
    har tukade mein aag hai aise
    garami suraj me ho jaisi sare armaan mere jal gaye
    jalgayi khayish kaise kaise
    jab kuch kaha toh phir suni na shikayaat
    beimaan sanam tha beimaan mohabaat - 2

    tanhayee ne jaan nikali sari
    ek ek din ab lagatha hai bhari
    baate chahe koi bhi kitani karale
    sach to yehe duniya ishq se hari
    ab to bas do char hai saanse baki
    hovese din todi raate baki
    ab to shyad hotna kuch keh payenge
    agale janam hogi baate baki
    meri saanse jab ruk jaye
    meri palake jab jhuk jaye
    lamaha bhar jinda rehaneki sari umeede utt jaye
    tab me kahun yehe unn ki nayak
    beimaan sanam tha beimaan mohabaat - 2
    dil pe chot lagi to jane hum to yuhi the deewane
    hum se pehali bhi likh dale usne aur kayi apsaane
    jab ye suna to dil pe tuti qayaaamat
    beimaan sanam tha beimaan mohabaat - 4

    Related Lyrics