Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Bewafaa

Pyar Kaa Anjam Kisne Socha Lyrics

Bewafaa- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Pyar Kaa Anjam Kisne Socha from movie Bewafaa

Lyrics

    • Movie Name : Bewafaa
    • Director(s) : Nadeem Shravan
    • Singer(s) : Alka Yagnik,Kumar Sanu,Sapna Mukherjee
    • Lyricist(s) : 

    pyar kaa anjam kisne socha, ham toh mohabbat kiye ja rahe hain - (2)
    divani ham toh unke sanam, bas unka nam liye ja rahe hain

    ishk hamesha hamesha rahega -2, yeh wada ham toh kiye ja rahe hain

    pyar kaa anjam kisne socha, ham toh mohabbat kiye ja rahe hain
    divani ham toh unke sanam, bas unka nam liye ja rahe hain

    pyase dilo ke najro kaa mausam, aaya hai dekho baharo kaa mausam
    inn baho me jina hai humko, jan se jyada chahe sanam ko
    abb jindagee hai tumhari tamanna -2, sab kuchh tumhi ko diye ja rahe hain
    pyar kaa anjam kisne socha, ham toh mohabbat kiye ja rahe hain

    charon taraf hain khushiyo ke mele, unn ke bina ham akele akele
    bechaini hai dil me jigar me, aane wala hai mehman ghar me
    ham toh unhi ke divangi me -2, madhosh hoke jiye ja rahe hain
    divani ham toh unke sanam, bas unka nam liye ja rahe hain

    jab tak phulo me khushbu rahegi, mehki hawa bhee fija me bahegi
    jab tak yeh aalam guljar hoga, dil me humare teraa pyar hoga
    koyee naa janey ham woh hai aasheek -2, chahat kee shabnam piye ja rahe hain

    Related Lyrics