Lyrics  »  Hindi Lyrics  »  Bhajan

Mere Mann Ko Mandir Bana Do Guru Lyrics

Bhajan- A big collection of Hindi Lyrics. Here you can find the lyrics of song Mere Mann Ko Mandir Bana Do Guru from movie Bhajan

  

Lyrics

    • Movie Name : Bhajan
    • Director(s) : Unknown
    • Singer(s) : Unknown
    • Lyricist(s) : Unknown

    mere mann ko mandir bana do guru
    prabhumai yeh jivan bana do guru

    prabhu kee hee murtee hai pran tumhara
    brahmaniyantrit hai pal pal tumhara
    meraa tantra isa hee -2 bana do guru

    chidakash jaisa hraday hai tumhara
    hai saubhagya hamko jo tumne swekara
    rago se priti -2 hata do guru

    divya lage sab kriya yeh tumhari
    aisi rahe kaka drushti hamari
    nirdosh bhulka -2 bana do guru

    prabhu kaa hee darshan, sabhee me nihare
    tere har wachan ko saharsh swikare
    samata hee jivan me -2 rahe bas guru

    man buddhi chit aur aham kaa parlay ho
    maitri va priti se divya milan ho
    manjil ho jivan kee -2 yahee bas guru

    har ek prasang par bhajan kaa hee bal ho
    man buddhi par kaa bharosa atal ho
    bhajan kee hee lagni -2 laga do guru

    Related Lyrics